ache din kab aane wale h
mp ko barbad kar dia jamakhori ne.
Kisan har roj karj se suside kar rahe h.
Rahul or Sonia bihar me relia kar rahe h.
log apne gharo me hi bhukhe Mar rahe h.
pradhanmantri ji videsho ki sher kar rahe h.
Are videsh se hi bata do ache din kab aane wale h.
arvind ji ne Delhi me wifi free kar dia.
or log ab smartphone kharidne ko taras rahe h.
lalu ji pankhe se har roj Bachte phir rahe h.
or Modi ji 100 100 re me bima kar rahe h.
or garib ki thali se pyaj kosho dur bhag rahe h.
pradhanmantri ji radio pe man ki bat kar rahe h.
Acha to ab radio pe hi bata dijiye ki ache din kab aane wale h......
रविवार, 25 अक्टूबर 2015
Ache din
मंगलवार, 29 सितंबर 2015
सोमवार, 14 सितंबर 2015
Fas
Kitabo se bate karte karte thak gaya hu.
Tanhai me rahte rahte ub sa gaya hu.
Ye jindagi tu Kya chahta h bata De ye meri dost.
Kyuki ab me vakai Ishq kar ke fas gaya hu......................A@V
Kandha
Marunga to kandha dena Aa jana.
Kam se kam dil ko sukun dene Aa jana.
Arthi par phool to bahut hoge par apne aashu ki mala pahnane Aa jana.
Le jana us raste se Jis raste pe uska ghar h.
Ruk jana uske ghar ke samne kyuki ye mere dilbar ka ghar h.
Uski kamjori me janta hu wo na aaye ghar se bahar to mera janaja vahi Rok dena yaro.
Uske didar ke bina adhura h mera ye aakhiri safar kyuki jannat me mujhe khuda ko muh bi to h dikhana.
Marunga to kandha dene Aa jana.
Kam se kam dil ko sukun dene Aa jana.
Ishq
Ishq Me itne majbur ho gaye ham.
Dil ke hatho tutkar chur ho gaye ham. Us bewafa ne to palat kar bi nahi dakha.
Jiske liye khud se hi dur ho gaye ham.........................alone A@V
Love
Dil ke samandar ko nap na sakenge. Ham aapko or aapki Ada ko bhul na sakenge.
Aa jao hamare pas or le lo hame apni panaho me.
Kyuki ab ham aapki mohabbat ke bina Mar na sakenge.
I really love you.......................d
Maa
पहली बार किसी गज़ल को पढ़कर आंसू आ गए ।
,
शख्सियत, ए 'लख्ते-जिगर, कहला न सका ।
जन्नत,, के धनी "पैर,, कभी सहला न सका ।
.
दुध, पिलाया उसने छाती से निचोड़कर,
मैं 'निकम्मा, कभी 1 ग्लास पानी पिला न सका ।
.
बुढापे का "सहारा,, हूँ 'अहसास' दिला न सका
पेट पर सुलाने वाली को 'मखमल, पर सुला न सका ।
.
वो 'भूखी, सो गई 'बहू, के 'डर, से एकबार मांगकर,
मैं "सुकुन,, के 'दो, निवाले उसे खिला न सका ।
.
नजरें उन 'बुढी, "आंखों,, से कभी मिला न सका ।
वो 'दर्द, सहती रही में खटिया पर तिलमिला न सका ।
.
जो हर रोज 'ममता, के रंग पहनाती रही मुझे,
उसे दीवाली पर दो 'जोड़, कपडे सिला न सका ।
.
"बिमार बिस्तर से उसे 'शिफा, दिला न सका ।
'खर्च के डर से उसे बडे़ अस्पताल, ले जा न सका ।
.
"माँ" के बेटा कहकर 'दम, तौडने बाद से अब तक सोच रहा हूँ,
'दवाई, इतनी भी "महंगी,, न थी के मैं ला ना सका ।
रविवार, 13 सितंबर 2015
Parvah
dil aksar usi ka dukhta h jo kisi or ke dil ki parvah nahi karte.
or kabi kabi us ka bi dukh jata h jo apne dil ki parvah nahi karte................am@