बुधवार, 5 अगस्त 2015

Patjhad ke mausam me bahar lane gaya tha. Bin mausam ke barsat lane gaya tha. Jin bhumi ne kabi kheti ko samjha hi nahi me usme fasal katne gaya tha......

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें